top of page
  • Writer's pictureybrecucohorjuepadw

Mera Naam Agar Malum Nahi Aashiq Keh Le Ya 11



Har waldain apni aulad kay achay future kay liay din raat mehnat kartay hain takay oski aulad ka behtar say behtar future ban sakay lekin aulad ki soch kuch aur he hoti hai jo waldain ki soch say match nahi hopati, waldain apni aulad ki soch ko bachkana soch samaj kar nazar andaz kartay hain kay isnay abhi dunia nahi dekhi isay kuch malum nahi aur aulad yeh sochtay hain kay waldain puranay khayalat kay hain onko nai dunia ki kuch khabar nahi kay dunia kahan say kahan pohanch ghae hai, isi waja say nojawan aulad aur waldain kay darmian anban rehti hai aur ay din yeh masla barhta he chala jata hai aur aulad apnay he ghar mein qaidi jesa feel karnay lagti hai, waldain ki ghulami mein raho jesa woh kahain wesa he karna hoga humari khud ki koi zati life he nahi, isi waja say woh is gharilo qaid khanay say azadi chahatay hain aur aysay shaks ki talash mein rehtay hain jo onki feelings ko samaj sakay oska hamdard banay oska sath day aur woh shaks ba asani onko social media ya online games kay zariay mil jata hai aur yahin say tabahi ki chingari peda hokar bari aag ki surat akhtiar karleti hai jis mein hasta muskarata khushal ghar tabha wa barbad hokar reh jata hai,




mera naam agar malum nahi aashiq keh le ya 11



Bohat kam aysi larkia hoti hain jinko sahi humdard naseeb hota hai warna asal rang rop hamdard ka baad mein malum hota hai phir on larkio ko ehsas hota hai kay kitni bari galti onsay hogae apna ghar chor kar, yahan woh aysh ishrat nahi jo apnay ghar mein tha, yahan woh maa nahi jo khanay ki plate hath mein liay dorti phirti thi kay beta pehlay khana kha lo, yahan woh bap nahi jo har mu say kahi khuwaish puri kardeta har chez lekar deta hai,


Amliyat ki dunia mein owl janwar bara mashor hai aur amliyat kay ilm ki thori bohat jankari rakhnay wala shaks janta hai kay owl ki har aik shay kam ki hai on mein bari hikmat poshida hai jesay owl ki eyes ka surma bana kar kisi ko bhi apni taraf attaract kia jasakta hai aur woh shaks aik tarah say hypnotize sa hojata hai, Allah pak nay yeh ability owl ki eyes mein di hoi hai, aap nay aksar national geographic channel ya animal planet channel mein dekha hoga kay owl kistarah pehlay apnay shikar ko apni bari ankhon say dekh kar hypnotize karta hai jis say janwar hil bhi nahi pata aur owl osay ba asani pakar leta hai, owl ki ankhon kay surmay mein bhi yahi ability hai agar koi is surmay ko laga kar kisi shaks ki taraf lagatar ghorta rehta hai to woh shaks hypnotize hojata hai aur oski har baat mannay ko taiyar hojata hai,


Hathjori ka ilm rakhnay walay tantric ya saperay yeh os waqat hasil kartay hain jab chand ki khas tarikhay hoti hain aur os doran goh lizards jab mating kartay hain os waqat jab phallus fully erected hota hai to os waqat osay kat kar maksos oils laga kar aag mein isay dried kia jata hai aur aik khas maksos amal kar kay iski rohaniat ko taskheer kia jata hai, yeh khas amal kia hua tilsim jiskay pas bhi hota hai oski sex say related problems khatam hoti hain, agar woh problems bad asrat, jadu ya bandish ki waja say hon to foran woh problems dor hojati hain, agar bandish, jadu ya kisi bhi bad asrat ki waja say shadi na hoti ho, ya koi oski taraf attaract na hota ho to yeh tilsim attaraction peda karta hai, agar wife ki waja say ghar mein problems hon to yeh tilsim os problems ko bhi thek karta hai aur bhi iskay fawaid beshumar hain jo sab ka sab is muktasir see posting mein share nahi kia jasakta...!,


Toti hoi hathjori mein bad asrat hotay hain, kisi kay istamal ki hoi ya used hathjori mein bhi bad asrat hotay hain, kuch bengali jadu tona karnay walay log hathjori saperon say lekar onpar koi totka kar kay wapis saperay ko day detay hain aur sapera woh hathjori agar dosray banday ko day ga to ospar bad asrat ajatay hain aur yeh bohat khatarnak type ki haunted hathjori kehlati hai, isliay mera aap sab ko mashora hai kay aysay banday say fresh hathjori lain jo kisi kay use mein na rahi ho aur woh banda iska ilm janta ho aur aap kay nam oski rohaniat ko taskher kar kay day phir yeh apna acha positive asar aap par dikhae gi, 2ff7e9595c


0 views0 comments

Recent Posts

See All
bottom of page